In Faizan e Madina Gujrat

Laila tul Qadar Ijtema tomorrow monday night

Come to join company of more than 450 Mutaqif Islami bhai this Ramazan :)

Faizan e Madina, shah jhangeer road, Gujrat, Pakistan

Faizan e Madina Gujrat ma Dawat e Islami ka ijtemae aitkaf ma Sunnato bhary byan ka pur Kaif Manzar ..

Aitkaf ka jis ma masjid ma sans laina b ibadat ban jata ha,

Aor ilm e deen seekhna afzal ibadat ha

Ramazan ma nafal ka ajar faraz ka barabar , aor farz ka sawab 70 faraz ka barabar kar dia jata

Sheetan qaid kar dia jata ha

Har aftar ka waqat 100000 gunahgaro ko jhanam sa azad kia jata ha

Ramazan k mah ma jumma ka din har har ghari 100000 ke maghfirat ho jate ha

Aor akjri raat puray mahinay ma jitno ke maghfirat ho chuki hoti ha, utni aoro ke b maghfirat kar de jati ha

Wah kiya naimaaatain ha , Aaqa aliheslam ka sadqay ham gunnah garo k liya.

0 blogger-facebook:

Post a Comment

 
Top